|
Topic:
AANKHEIN
|
|
|
Jadu jo teri aawaj me hai,kyo wo mujhe kahi aur sunai nhi deta,
Kyo khoobsurat jada tujhse, mujhe kuch aur dikhai nahi deta. Aur aee zamane tu mujhe bta mat hota sukoon kya hai, Ki ghanto beth maine uski aankhon ko dekha hai, Aur guroor iss baat hai ki, uski aankhon me bhi maine khud ko dekha hai. |
|
|
|
|