Topic: priya bharatwasiyon,
oldwine's photo
Tue 10/05/10 01:13 AM
hi 2 all male & females, avi main sabhi logon ka profile aur massages dekh raha tha. Sabhi ke massages dekh kar ye results dikhta hai:~ 1. Kya kuan pyase ke pass jata hai. 2. Kya machli(fish) uchal kar thali me aaa jati hai. 3. Kya delhi ke jamuna nadi me haridwar ke ganga nadi jaisa clean pani milega. 4.aankh band kar kya titar pakda ja sakta hai. Agar in sabhi ka jawab "nahin" me hai to ladke aur badke (seniors) aage badho, talab me utro, jahan par pani jyada hai wahan par fishing karo..ek kya do milegi. Ek aur salah..... Aajkal continental dishes bhi bahut testy hota hai " bharat " me har city me milta hai. Try tips.,..! Agar aur tips chahiye to post follow karo.....! Females can also join the post. NOTE.. Mere a/c me mail nahi bhejna ka. Khas kar male persons. Post ur comments here. Thanks.